Uski khamosh mizaaji me tarannum hoga
Be zabaa ho ke bhi sultaane takallum hoga
Hurmula ne ye kabhi khuwaab me socha bhi na tha
Uske marne ka sabab aik tabassum hoga
Be zabaa ho ke bhi sultaane takallum hoga
Hurmula ne ye kabhi khuwaab me socha bhi na tha
Uske marne ka sabab aik tabassum hoga
Comments
Post a Comment