Manqabat,qaseeda,qasida,nazm,Ali ke saath ( sath ) he zehra ki shaadi ( shadi ), sehra, mir Hasan mir, in urdu English,
💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
سبھی خوش ہیں خدائی بھی خدا بھی
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
Ladka he khuda ke ghar ka ladki he nabi ke ghar ki
Wo arzo samaa ka maalik ye malka behro bar ki
Zamee raqsaa he raqsaa aasmaa bhi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Haider hen kulle eimaa or kulle ismat zehra
Us sar pe wafa ka sehra is sar pe haya ka sehra
Wo shehzaada he or ye shaahzaadi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Geeti ne bichaaya sabza sooraj ne ujaale baante
Khud daste khuda ne shab ke aanchal me sitaare taanke
Hui rangee jo thi tasveer saadi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Bola ye har jaanib rehmat ki ghata barsegi
Jo bughz se banjar hogi bas wo hi zamee tarsegi
Utho jibreel ye kardo manaadi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Duniya ne sanwaara khud ko andaaz naye apnaaye
Tehzeeb ne zewar badle malboos naye silwaaye
Mehek uththi nasab ki paak waadi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Dulha ke roop me piyaare ali ibne abi taalib hen
Tha baap bhi sab pe ghaalib ye bhi kulle ghaalib hen
Ye damaade nabi hen or wo samdhi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Baraat chali haider ki rehmat ke saaye saaye
Baraat ke aaage aage qur'aan qaseede gaaye
Nabi saare chale bankar baraati
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Tohfe me mile maike se inhe kosar or jannat to
Ye saara namak or paani haq mehr mila zehra ko
Salaami me mili marzi khuda ki
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Qudrat ki taraf se inko abhi tohfe our milenge
Kal inke hansi aangan me wo asli phool khilenge
Hansee shajre jinhen denge salaami
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Ab chaahe koi bhadke ab chaahe koi tadpe
Ab meri bala se chaahe mar jaaye koi jal jal ke
Khushi ki baat thi mai ne suna di
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Kaise ho bayaa wo manzar jab khatm huin sab rasmen
Konain ki har Shey gohar kehti thi kha kar qasmen
Mubarak he Mubarak he ye shaadi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Sabhi khush hen khudayi bhi khuda bhi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎
Janab mir hasan mir sahab
💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
سبھی خوش ہیں خدائی بھی خدا بھی
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
لڑکا ہے خدا کے گھر کا لڑکی ہے نبی کے گھر کی
وہ عرض و سماء کا مالک یہ ملکہ بحر و بر کی
زمیں رقصاں ہیں رقصاں آسماں بھی
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
حیدر ہیں کلِّ ایماں اور کلِّ عصمت زہرا
اس سر پے وفا کا سہرا اس سر پے حیا کا سہرا
وہ شہزادہ ہے اور یہ شاہزادی
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
گیتی نے بچھایا سبزہ سورج نے اجالے بانٹے
خود دستِ خدا نے شب کے آنچل میں ستارے ٹانکے
ہوئی رنگیں جو تھی تصویر سادی
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
گیتی نے بچھایا سبزہ سورج نے اجالے بانٹے
خود دستِ خدا نے شب کے آنچل میں ستارے ٹانکے
ہوئی رنگیں جو تھی تصویر سادی
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
بولا یہ خدا ہر جانب رحمت کی گھٹا برسےگی
جو بغض سے بنجر ہوگی بس وہ ہی زمیں ترسے گی
اٹھو جبریل کردو یہ منادی
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
دنیا نے سنوارا خود کو انداز نئے اپنائے
تہذیب نے زیور بدلے ملبوس نئے سِلوائے
مہک اٹھّی نسب کی پاک وادی
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
دولہا کے روپ میں پیارے علی ابنِ ابی طالب ہیں
تھا باپ بھی سب پے غالب یہ بھی کلِّ غالب ہیں
یہ دامادِ نبی ہیں اور وہ سمدھی
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
بارات چلی حیدر کی رحمت کے سائے سائے
بارات کے آگے آگے قرآن قصیدے گائے
نبی سارے چلے بن کر براتی
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
تحفے میں ملے میکے سے اِنہیں کوثر اور جنت تو
یہ سارا نمک اور پانی حق مہر ملا زہرا کو
سلامی میں ملی مرضی خدا کی
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
قدرت کی طرف سے انکو ابھی تحفے اور ملینگے
کَل انکے ہنسیں آنگن میں وہ اصلی پھول کِھلینگے
ہنسیں شجرے جنہیں دیں گے سلامی
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
اب چاہے کوئی بھڑکے اب چاہے کوئی تڑپے
اب میری بَلا سے چاہے مَر جائے کوئی جل جل کے
خوشی کی بات تھی میں نے سنا دی
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
کیسے ھو بیاں وہ منظر جب ختم ھوئیں سب رسمیں
کونین کی ھر شئی گوھر کہتی تھی کھا کر قسمیں
مبارک ھے مبارک ھے یہ شادی
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
سبھی خوش ہیں خدائی بھی خدا بھی
علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی
💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Sabhi khush hen khudai bhi khuda bhi
Ali ke saath he zehra ki shaadiAli ke saath he zehra ki shaadi
Sabhi khush hen khudai bhi khuda bhi
Ladka he khuda ke ghar ka ladki he nabi ke ghar ki
Wo arzo samaa ka maalik ye malka behro bar ki
Zamee raqsaa he raqsaa aasmaa bhi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Haider hen kulle eimaa or kulle ismat zehra
Us sar pe wafa ka sehra is sar pe haya ka sehra
Wo shehzaada he or ye shaahzaadi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Geeti ne bichaaya sabza sooraj ne ujaale baante
Khud daste khuda ne shab ke aanchal me sitaare taanke
Hui rangee jo thi tasveer saadi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Bola ye har jaanib rehmat ki ghata barsegi
Jo bughz se banjar hogi bas wo hi zamee tarsegi
Utho jibreel ye kardo manaadi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Duniya ne sanwaara khud ko andaaz naye apnaaye
Tehzeeb ne zewar badle malboos naye silwaaye
Mehek uththi nasab ki paak waadi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Dulha ke roop me piyaare ali ibne abi taalib hen
Tha baap bhi sab pe ghaalib ye bhi kulle ghaalib hen
Ye damaade nabi hen or wo samdhi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Baraat chali haider ki rehmat ke saaye saaye
Baraat ke aaage aage qur'aan qaseede gaaye
Nabi saare chale bankar baraati
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Tohfe me mile maike se inhe kosar or jannat to
Ye saara namak or paani haq mehr mila zehra ko
Salaami me mili marzi khuda ki
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Qudrat ki taraf se inko abhi tohfe our milenge
Kal inke hansi aangan me wo asli phool khilenge
Hansee shajre jinhen denge salaami
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Ab chaahe koi bhadke ab chaahe koi tadpe
Ab meri bala se chaahe mar jaaye koi jal jal ke
Khushi ki baat thi mai ne suna di
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Kaise ho bayaa wo manzar jab khatm huin sab rasmen
Konain ki har Shey gohar kehti thi kha kar qasmen
Mubarak he Mubarak he ye shaadi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
Sabhi khush hen khudayi bhi khuda bhi
Ali ke saath he zehra ki shaadi
💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎
Janab mir hasan mir sahab
💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎💎
Comments
Post a Comment