Bint e Khaatoon e Jinaa Bint e Ali hai Zainab,
Gulshan e Fatima Zahra ki kali hai Zainab.
Kabhi Zahra, kabhi Haidar, kabhi Aagosh e Nabi,
Goya Qur'aan ki godi mein pali hai Zainab.
Jab bhi ye naam liya tall gayi har mushkil,
Ye tera naam hai ya Naad e Ali hai Zainab
Comments
Post a Comment